Blog Website Search Engine

Dosto, Jab Bhi Hame Koi jaankari chahiye Hoti Hai, To Sabse Pahale Hame Search Engine ka hi Vichar Aata hai ki Yah Search Karte Hai.
Ham Is Post ke Madhyam se jaanege ge ki Ham Apna Blog ya Website Search Engine Me Add Kar Apne Blog Ka trafic Badha sakte hai.
Agar Aapki Koi Website Ya Blog hai Aur Search Engine Me Nahi Aa Rahi hai Ya Aapke Blog ka Trafic kam hai ya bilkul nahi hai. To Aap Apna Blog Search engine me jood kar Apne Blog ya website Ka Trafic bada Sakte Hai.
 Blog Website Search Engine se Jode Aur Site ka Trafic Badhaye
Step 1:- Google me Apna Blog Ya Website Submit kare.
Google me apni blog ya website Add karne ke liye neeche Submit your Site to Google batan par click kar Google Search Console ki website par jaye.
Step 1:- Google me Apna Blog Ya Website Submit kare.
1. Yaha par Apne Blog ya Website Type kare.
2. Upar Image Me diya gaya CAPTCHA  code type kare.
3. Ab Submit Request batan par click kare.
Ab Aapne Apna Blog Ya Website Google me Jood liya Hai.
Kaise jaane Google ne Mera Blag Ya website Google me Dikhana shuru Kar diya hai ?
Google Search Box Me type kare Site:Your_Site_url
Aap Apni Site Ko Es tarah se Search kar sakte haiSite:kitanaseekha.com
Kaise jaane Google ne Mera Blag Ya website Google me Dikhana shuru Kar diya hai ?

Aapne Seekha ki Google me Apni Blog/Website kaise jodate hai aur google me apni site kaise chek karte hai. Es tarike se aapki site ke saare post google par aashani se dekh sakte hai.
2. Bing me Apna Blog kaise Submit kare ?
Bing me apni blog ya website Add karne ke liye neecheSubmit your Site to Bing batan par click kar Bing Webmaster ki website par jaye.
2. Bing me Apna Blog kaise Submit kare ?
1. Yaha par Apne Blog ya Website Type kare.
2. Upar Image Me diya gaya CAPTCHA  code type kare.
3. Ab Submit batan par click kare.
Ab Aapne Apna Blog Ya Website Bing me Jood liya Hai.

Kaise jaane Bing me Mera Blag Ya website Bing me Dikhana shuru Kar diya hai ?
Bing Search Box Me type kare Site:Your_Site_url
Aap Apni Site Ko Es tarah se Search kar sakte hai Site:hi.kitanaseekha.com
Kaise jaane Bing me Mera Blag Ya website Bing me Dikhana shuru Kar diya hai ?

Aapne Seekha ki Google me Apni Blog/Website kaise jodate hai aur google me apni site kaise chek karte hai. Es tarike se aapki site ke saare post google par aashani se dekh sakte hai.
Step 3:- Free Web Submission (FWS) par blog kaise Submit kare ?
Free Web Submission (FWS) Search Engine nahi hai. Yah ek website hai, Jiski sahayata se Ham Blog ya Website ko ek Click Karke 50 Se adhik Search Engine Par Apna Blog Ya Website jood sakte hai Aur Apne Site ki Rank me sudhaar la sakte hai.

Aap Neeche diye gaye ek chhote se Form Ko bharkar Apna Blag Dunia ke 50 Top Search Engine me shamil kare.
1. URL :- Yaha Par Apne Blog ya Website ka URL Type kare.
2. Name :- Yaha Par  Naam Type kare.
3. Email :- Ab yaha par Apna email Id type kare.
4. Agree to terms:- Agree to terms Box par click karke Sahi ka nishaan Lagaye.
5. Ab Submit Your site Buttan par click kare.
Ab Aap Seekh chuke hai google bing Aur 50 se adhik Search engine me Blog ya website kaise Submit karte